Wednesday, April 9, 2008

तलाश.....

मन में सवाल हैं बहुत
जवाब कहाँ से पाऊँ??

दिल में लेहरें हैं हज़ार
किनारा कहाँ से पाऊँ??

दूर आगे मंजिल है कहीं
रास्ता कहाँ से पाऊँ??

रास्तों में कांटें हैं तमाम
इतनी हिम्मत कहाँ से पाऊँ??

ज़िंदगी आगे कठिन है बड़ी
किसी परी का सहारा कहाँ से पाऊँ ......???

9 comments:

Rahul Kr. Pandey said...

good .ur improvement is xponential.!cool.very gud.!

Abhishek said...

thanx buddy ....par ye bataao bhaiya agar exponential improvement hui to fir aap logon ka kya hoga... :)..hehe...

Unknown said...

mil jayegi ek din pari.......
sahara bhi mil jayega......
sath hamara jo hoga to.......
kinara bhi mil jayega!
"HUM" hi to himmat hai hamari....
"HUM" hi to takat hai hamari.
lahron ki fir aukat kya jo...
dagmagayein hamara karvan!
manjilein aur raste-
inki fikar hamko kahan..
raste khud manjilon ko-
dikhlayege hamara jahan!
na rakh sawal man mein koi..
vande khuda ke vaste...
khud me chhupe jabab tere...
kyon kojta yahan vahan!

m.s. said...

kya baat hai !! wah ..!

Abhishek said...

rohit:
are sahi rohit....its surprising...kya mast likhta hai bhai....kahan rahe itne dino tak...???...yaar its lovely...mere simple se poem ka itna pyara sa jawaab...cool man...keep writing like this.....

Abhishek said...

mradul bhaiya:
thanx a lot bhaiya....it makes one feel happy n confident when someone like u appreciates...

swadha said...

OMG!!kyaa baat hai...!!ye to kamaal hi ho gaya...kyaa "kavitaa" likhi hai!!!!criusy yaar...main to maxxxxx impress ho gayi...!!n abhi....4 d last tme....kaun hai yaar ye bandi...??

Abhishek said...

swadhaaaaa...thanx a lot for such encouraging comments...aap jaise wade-2 logon k samne its nothing...par isme aisa kya kamaal ho gaya.??....and haan for the last time i'm telling ki "koi bhi nahi hai"...believe me...jab koi hogi to aapko zaroor se bata doonga...

Anonymous said...

kahani adhoori poori hoi aapki...
dil ki duniya mein jeetonge aap bhi kabhi.....
dil se dua nikalte rahe aapke liye...
khuda kare aise kismat roz ho meri......