Wednesday, April 2, 2008

वो और उनकी अदाएं......

its my first attempt..god help me.....

वो
इठलाते भी हैं,
वो इतराते भी हैं,
वो दिल-चुराते भी हैं,
मुस्कुराना उनकी फिदरत बन गई,
शर्माना, न-जाने उनकी आदत में शुमार कब हो गई??

वो जलाते भी हैं,
वो जुराते भी हैं,
वो हंसाते भी हैं,
याद में न-जाने उनकी कितनी शामें बहार हो गयीं....
जब वो आयीं, तो दर्द न-जाने गायब सी हो गयीं.....

8 comments:

Rahul Kr. Pandey said...

arey ati khoobsurat ,akalpaniya,adwitiya..............!!!is jahan k parey.!!aapki to har baat me koi baat hain.!!lagta hain barso ka dard chand sabdo me piro kar rakh diya hain........!!ham to aapki kavitawon k kayal ho gayen hain......1!koi pyar karna sikhe to aapse warna wo pyar nahi chhalawa hain......!!bahut hi sunder......!!!DIL JIT LIYA AAPNE MERE KAVI SAMRAT "WILLIAM WORDSWORTH"............!!!1

Abhishek said...

hi budyy....thanx for d appreciation....though at some places u r sarcastic...but mere liye to itna hi kaafi hai itne achhe poet ne meri pehli kavita par kuchh comment to kiya......

swadha said...

great work man...who'd have thot haan???i mean....whew!!chhupe rustam:P...

on a serious note...who's d girl??

Abhishek said...

hi swadha..thanx for dat...pehli baar hai...par haan aisa nahi hai ki koi bandi hai!!!!...k..just pata nahi kaise ho gaya..

Rahul Kr. Pandey said...

nah i m sarcastic but even i wanna know ye gal kaun hain........!!!??
its a really nice poem to start with.!!

Abhishek said...

thanx rahul..and truly speaking koi bhi badni nahi hai...tu bhi jaanta hai...

akashdeep srivastava said...

hello dude........
after reading this,its hard to believe that this is ur first one......
aisi khoobiyan bhagwan ne humhe kyun nahi di,taki hum inka sahi use kar pate!!!!!!!
aur bachho ko pareshan kyun kar raha hai,inhe naam bata de bandi ka,apne dost hai-tere dard ko samjhenge.......

Abhishek said...

hi dear akash...thanx a lot for the comments...hmmm..tere ko bhi yabhi lagta hai ki koi hai...na mere bhai aisa kuchh bhi nahi hai..agar hota to mere ko bataane mein koi fite hi nahi hoti...aur ye jo maine likha hai ye koi khubi-woobi nahi hai..jab tera mann karega tera na to tu bhi likhna start kar dega...hehe....